Saturday, July 3, 2010

koi diwana khata hai.........

koi diwana kahta hai koi pagal khata hai,
magar dharti ki beaichani ko bas badal samajta hai
main tumse dur kitna hu tu mujse dur kaisi hai
ye tera dil samjta hai ya mera dil samjta hai......................
mile har jakhm ko,muskan se seena nahi aaya
amarta chatate they,par garal peena nahi aaya
tumhari aur meri dasta,main fark itna hai..
muje marna nahi aaya,tumhe jeena nahi aaya..............
jaha har din siskana hai jaha har raat gunguna hai...
hamari zindagi bhi ek tawavaf ka gharna hai.......
bahut majbur hokar geet maine likhe.....
tumahari yaad ka kya hai usse tho roj aana hai
hamare vaste koi dua tho maange,asar tho ho
haqueet main kahi par na ho par kisi ki aankho main hamara ghar tho ho..
tumahre pyar ki dasta sunate hai jamane ko.......
tumhe khabro main rakthe hain magar tumko khabar tho ho......................

No comments:

Post a Comment